[Lyrics for Huqa Pani – Rangeen]
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Le jayenge tujh ko uthaa ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Le jayenge tujh ko uthaa ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Hansti hai to aankhon se masti hai chhalakti
Hansti hai to aankhon se masti hai chhalakti
Honthon pe malhaar hai
Gaalon pe singaar hai
Teri tarah to koi aur nahin lagti
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Le jayenge tujh ko uthaa ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Ni ni sasa
Ni ni sasa garega
pa ma re..
Mera ik sapna
Ho ghar ik apna
Mera ik sapna
Ho ghar ik apna
Chhayi ho bahar Jahaan, na ho intezar Jahaan
Meri kahani tere saath meri jaani
Meri jaan tu haseen sab se zyada
Shaukh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Kahe tu na maane, Ab chhodo yeh bahane
Kahe tu na maane, Ab choro yeh bahane
Rut hai bahaar ki, Jiya beqarar ki
Dekho shuro hue pyar ke afsane
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Le jayenge tujh ko uthaa ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada
Le jayenge tujh ko uthaa ke
Tere bina laage na mora jiya
Rangeen hai tu rangon se bhi zyada
Shaukh lagti ho reh ke bhi saada