Read Time:44 Second
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Aao kho jaaye sitaaron mein kahin – 2
Chhod de aaj yeh duniya yeh zameen
Duniya yeh zameen
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum – 2
Neend aati hai jaga lo hamein tum
Jaga lo hamein tum
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Oh oh, oh oh, oh oh, oh oh oh
Oh oh oh, oh oh, oh oh oh
Zindagi khatm bhi ho jaaye agar – 2
Na kabhi khatm ho ulfat ka safar
Ulfat ka safar
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo