Saari saari raina jaage mere naina – 2
Baat maane na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil
Ho, baat maane na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil
Mera khayaal hai, dekho kamaal hai – 2
Meri nayi padosan dekho yaaron
Voh meri, uska hoon main deewaana
Jaane na jaane voh jaane jaana
Ban gaya chupke se yeh afsaana
Jaane na jaane voh jaane jaana
Suno suno, suno suno
Use nahin pata hai jise maine chuna hai
Har ghadi voh har ghadi voh
Khayaalon mein basa hai, nigaahon mein chhupa hai
Nazar mili nazar se to bana main nishaana
Yaaron yaaron yaaron
Saari saari raina jaage mere naina
Baat maane na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil
Mera khayaal hai, dekho kamaal hai – 2
Meri nayi padosan dekho yaaron
Voh abhi karti hai kuch naadaani
Lekin banegi meri deewaani
Pyaar se karti hai voh diljaani
Lekin banegi meri deewaani
Haai, voh deewana voh deewaana
Zara sa machla hai nazaaron mein pala hai
Voh anjaana voh anjaana
Sitaaron mein dhala hai churaake dil chala hai
Main us pe mar gaya hoon koi to use bataana
Yaaron yaaron yaaron
Saari saari raina jaage mere naina
Ho, baat maane na beqaraar dil
Raat din kare intezaar dil
Mera khayaal hai, dekho kamaal hai – 2
Meri nayi padosan dekho yaaron