zindagi hai dua
rab ki adaa
kahe ke shukriya
jee lo na
laye the ji kya
le jaayen bhi kya
kahe ke shukriya
jee lo na
zinagi hai dua
rab ki adaa
kahe ke shukriya
jee lo na
laye the ji kya
le jaayen bhi kya
kahe ke shukriya jee lo na
rangeen hai kabhi berangeen hai
kabhi to haste haste aankhon ko rulaaye
banti hai kabhi bigadti hai
chalte chalte kuch yeh sikhaye
hai haseen yeh lamhe
jo mile kam hai
aise vaise yuhni kahin dekho kabhi
bevajah hum na gavaayein
hai haseen yeh lamhe
jo mile kam hai
aise vaise yuhni kahin dekho kabhi
bevajah hum na gavaayein
zindagi hai dua
rab ki adaa
kahe ke shukriya
jee lo na
laye the ji kya
le jaayen bhi kya
kahe ke shukriya jee lo na
armaan se saji yeh dulhan hai
isse hum tanhayee mein kaise phir bitaayein
khwaabon ko jagaake aankhon mein
umeedon ka aanchal hum odhayein
(pal pal mein dhali hulchul mein chali
doobi doobi khoyi khoyi jaagi jaagi soyi soyi guzari jaaye) – 2
zindagi hai dua
rab ki adaa
kahe ke shukriya jee lo na
laye thi ji kya
le jayen bhi kya
kahe ke shukriya jee lo na
–BOTH FEMALE–
zindagi hai
zindagi hai
zindagi hai dua – 9