Hey, hey hey hey, la la la, la la la
Ho ho ho, la la la, ha ha ha
Aksar tanhaai mein is dil ne pukaara tha
Yeh sochke humne to har lamha guzaara tha
Jaane jaan, kehna tha aap se
Kaash aap hamaare hote, kaash aap hamaare hote
Aksar tanhaai mein is dil ne pukaara tha
Yeh sochke humne to har lamha guzaara tha
Arre jaane jaan, kehna tha aap se
Kaash aap hamaare hote, kaash aap hamaare hote
Saamne baithke is chehre ka deedaar kare
Ho, saamne baithke is chehre ka deedaar kare
Yeh tamanna thi, tumhe chaahe, tumhe pyaar kare
Dil hi dil mein tumko hum pyaar bahut karte the
Yeh bhi sach hai ke zamaane se bahut darte the
Chaahat thi, armaan tha, pyaas thi
Kaash aap hamaare hote, kaash aap hamaare hote
Hey
(Hey)
Eh hey hey
(Hey)
La la la, la la la, mm hm hm
O ho ho ho, aa ha ha
Phool sehra mein mushkilon se khila karta hai – 2
Aisa mehboob naseebon se mila karta hai
Mil gaye tum jo hamein ab rab se maange kya
Ho, apni to hai yeh dua, ho kabhi hum na juda
Bechaini kehti thi raat din
Kaash aap hamaare hote, ho kaash aap hamaare hote
Aksar tanhaai mein is dil ne pukaara tha
Ho ho ho yeh sochke humne to har lamha guzaara tha
Arre jaane jaan
Kehna tha
Aap se
Kaash aap hamaare hote, kaash aap hamaare hote