Hum bhi mohabbat mein deewaane hote
Dil kya hai hum to yeh jaan bhi khote
Kaash aap hamaare hote, hamaare hote
Hum bhi mohabbat mein deewaane hote
Dil kya hai hum to yeh jaan bhi khote
Kaash aap hamaare hote, hamaare hote
Mm, chaahe din ho, chaahe raat ho
Har pal mere dil mein aap ho
Kaise bhoolengi yeh nazrein voh chehra sanam
Apna bhi to pehla yeh pyaar hai
Mil bhi jaao, dil beqaraar hai
Kaise keh de hum yeh bhi kya kya socha sanam
Deewaanon se zyaada deewaane hote – 2
Kaash aap hamaare hote, hamaare hote
Khoye rehte chaahat ke khwaab mein
Jalte teri saanson ki aag mein
Zara socho to voh aalam hota kitna haseen
Baithi rehti main tere paas mein
Dil bhi dhadakte donon ke saath mein
Aisi betaabi humko na thi pehle kabhi
Tere hi sapne har pal sanjote – 2
Kaash aap hamaare hote, hamaare hote
Hum bhi mohabbat mein deewaane hote
Dil kya hai hum to yeh jaan bhi khote
Kaash aap hamaare hote, hamaare hote