Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Abhi Dutt – Aankhein Band Karke Lyrics

Abhi Dutt – Aankhein Band Karke Lyrics

  • by
Read Time:36 Second

[Lyrics for Abhi Dutt – Aankhein Band Karke]

Tu agar sang hai
Toh lage sab sahi
Teri marzi mujhe le chal
Door duniyan se kahin

Aankhein band karke
Sath tere main
Kahin bhi chal dunga
Gam jo bhi aaye unko khusi se
Palkon mein rakh lunga

Ho aankhein band karke
Sath tere main
Kahin bhi chal dunga
Gam jo bhi aaye unko khusi se
Palkon mein rakh lunga

Tu sang nahi ab jo mere
Toh duniya se kya mujhe vaasta
Tere bina jeena nahi
Bas tujhse hi tha mera raabta

Tu nahi tu nahi toh laag rahi mujhse
Sansein bewajah

Aankhein band karke sath tere main
Kahin bhi chal dunga
Tumne jo dekhe un sapnon mein
Rang main bhar dunga

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *