Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Adnan Sami Khan, Adnan Sami, Kabhi To Nazar Milao – Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

Adnan Sami Khan, Adnan Sami, Kabhi To Nazar Milao – Bheegi Bheegi Raaton Mein Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 19 Second

Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na – 2

Aisi barsaaton mein aao na

Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na

Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na

Aisi barsaaton mein aao na

Oh, aisi barsaaton mein aao na

Dhadkanon mein aa gaya hai

Ek nagma tere pyaar ka

Jaise koi sur mila ho

Dil ke taar se dil ke taar ka

Pal ki hansi mein

Yunhi dillagi mein yeh dil gaya

Hamein kya mila hai

Tumhe to mera dil bhi mil gaya

Leke pyaar aanhkon mein

Leke pyaar aankhon mein aao na

Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na

Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na

Aisi barsaaton mein aao na

Ho, aisi barsaaton mein aao na, aao na

Aa rahi hai teri yaadein

Dil mera phir beqaraar hai

Tum milogi, haan milogi

Dil ko mere aitbaar hai

Khuli hai yeh baahein

Dekhe yeh nigaahein rasta tera

Zara muskuraake phir se dikha de vohi adaa

Ya to meri yaadon mein

Ya to meri yaadon mein aao na

Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na

Oh, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na

Aisi barsaaton mein aao na

Ho, aisi barsaaton mein aao na, aao na, na na na

Other Songs from
Kabhi To Nazar Milao
Album

Kabhi To Nazar Milao

Lift Karadey

Pyar Bina

Related Lyrics

Naam Gum Jaayega Chehra Ye Badal Jaayega

Pee Loon

Madhuban khushboo deta hai

Tere Naina Maar Hi Daalenge

Tumko To Aana Hi Tha

Jai Ho Lyrics

Khoon Choos Le

Babaji Ki Booti

If You Lie You Die

O Sajna