[Lyrics for Akhil Sachdeva – Door Ho Gaya]
Na maine toda dil tera
Naa hi toone kabhi mera
Rabba tu hi bata
Kyun yeh ho gaya hai
Door ho gaya kyun, tu door ho gaya
Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun, tu door ho gaya
Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun, tu door ho gaya
Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya
Kho kar, mere haathon se teri lakeerein
Maine khoyi takdeerein
Mera guroor kho gaya
Khoya, tere saath jiye jo savere
Teri shaam woh dupeharein
Woh fitoor kho gaya
Na maine chhodi thi khudayi
Kyun yeh mili hai judayi
Aankh bhar aayi sapna choor ho gaya
Saansein thodi si bachi hain
Jinmein tu hi tu basi hai
Tu hi saans lene ki wajah
Na maine toda dil tera
Naa hi tune kabhi mera
Rabba tu hi bata
Kyun yeh ho gaya hai
Door ho gaya kyun, tu door ho gaya
Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun, tu door ho gaya
Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya
Door ho gaya kyun, tu door ho gaya
Rab ko yeh kaise manzoor ho gaya
Dil yeh keh raha bechaara
Laut aayega tu yaara
Tab yeh keh doonga khuda se
Saath toote na humara
Kab tak door yoon rahenge
Yoon hi yaadon mein jalenge
Aaja thaam le mujhe phir
Mujhko jeena hai dobara
Door ho gaya, ho gaya
Door ho gaya, hey aye aye
Door ho gaya