[Lyrics for Amit Mishra – Aashiq Tera]
Jism se na vaasta
Rooh bhi ajnabi
Ek pal mein kis tarah
Zindagi tu bani
Jism se na vaasta
Rooh bhi ajnabi
Ek pal mein kis tarah
Zindagi tu bani
Tu hi bata de kaise hua yeh
Kaise bana main ho marhaba
Aashiq tera tera tera
Aashiq tera tera tera
Kaise jiyein jiyein jiyein
Aashiq tera
Tera tera tera tera
Aashiq tera tera tera
Kaise jiyein jiyein jiyein
Aashiq tera
Kal tak to kaafir tha yeh mera dil
Kaise namaazi ho gaya
Sunta nahi tha yeh to meri bhi
Tujhse yeh raazi ho gaya
Tere bina na dhadkega
Tere liye hi tadpega
Jab tak hai saansein aakhiri
Tu hi bata de kaise hua yeh
Kaise bana main ho marhaba
Aashiq tera tera tera
Aashiq tera tera tera
Kaise jiyein jiyein jiyein
Aashiq tera
Tera tera tera tera
Aashiq tera tera tera
Kaise jiyein jiyein jiyein
Aashiq tera