Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Anand Milind, Alka Yagnik, Babul Supriyo, Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar – Govinda Lyrics

Anand Milind, Alka Yagnik, Babul Supriyo, Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar – Govinda Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 30 Second

Aala re aala, Govinda aala, aala re aala re
Eh, aala re aala, Govinda aala, aala re aala re

Aaiga, aaiga
Oh dil ke raja, aaja re aaja
Sab ko hai tujhse pyaar, aaiga
Dilwaala tu hai, matwaala tu hai
Tujhsa nahin dildaar, aaiga, eh aaiga

Aankhon ka kaajal, paaon ki paayal
Tere gale ka haar, aaiga
Eh, aankhon ka kaajal, paaon ki paayal
Tere gale ka haar, aaiga
Oh, yeh tere latke, yeh tere jhatke
Baaton ki yeh takraar, aaiga

Yeh teri baatein, meethi hai ghaate
Seekha nahin tune pyaar, aaiga
Banne laga hai sab ka tu hero
Kaisa chadha hai bukhaar, aaiga, aaiga

Dekho yeh ladki, chingari bhadki
Humne jo sach keh diya
Mushkil padegi, tik na sakegi
Notice jo humne liya

Ah ha, ah ha, ah ha

Oh, dekho yeh ladki, chingari bhadki
Humne jo sach keh diya
Mushkil padegi, tik na sakegi
Notice jo humne liya
Hum jab bhi chaahe tujhko nachaaye
Ho jaa zara hoshiyaar, aaiga, aaiga

Baaton mein teri dam kuch nahin hai
Pagla hai tu pagla
Haarega baazi, sun le re paaji
Chakkar koi bhi chala

Ah ha, ah ha, ah ha, ah ha

Baaton mein teri dam kuch nahin hai
Pagla hai tu pagla
Haarega baazi, sun le re paaji
Chakkar koi bhi chala
Sachchi hai boli, lekin hai koli
Aisa hai mera baar, aaiga

Ay, aankhon ka kaajal, paaon ki paayal
Tere gale ka haar, aaiga
Hey, yeh tere latke, yeh tere jhatke
Baaton ki yeh takraar, aaiga

Yeh teri baatein, meethi hai ghaate
Seekha nahin tune pyaar, aaiga
Banne laga hai sab ka tu hero
Kaisa chadha hai bukhaar, aaiga, aaiga

Aala re aala, Govinda aala, aala re aala re – 2
Eh, aala re aala, Govinda aala, aala re aala re
Aala re aala, Govinda aaal, aala re aala re