Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Anand Raaj Anand, Abhijeet, Sadhna Sargam, Indian – Jaana Maine Lyrics

Anand Raaj Anand, Abhijeet, Sadhna Sargam, Indian – Jaana Maine Lyrics

  • by
Read Time:48 Second

Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh – 2
Ae, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein

Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh – 2
Log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein
Jaane, tujhe jaana to jaana maine yeh

Hey hey hey hey, hey hey hey – 2

Dekh to nigaahon se
Meri in nigaahon mein tera, bas tera ek naam likha hai

Hey, milaake nazar dekho
Dil mein utarkar dekho, chaahat ka meri paigaam likha hai

Suna yeh fasaana to jaana maine yeh – 2
Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein

Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh

Haal raha aisa to
Pyaar mein tumhaare mera rab jaane kya haal hoga

Ho, jo bhi taqdeer hogi
Ranjhe ki Heer hogi, sohni ka aashiq mahiwaal hoga

Maana maine maana, aaj jaana maine yeh – 2
Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein

Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh
Oh, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein