Hey, hey hey
Haan, la la la la
Dil wahi beqaraar hota hai
Aah aah
Dil wahi beqaraar hota hai
Aah aah aah
Dhadkanon mein jiski pyaar hota hai
Din kat ta hai na kat ti hai raatein
Har pal kisi ka intezaar hota hai
Dil wahi beqaraar hota hai
Haan, dhadkanon mein jiski pyaar hota hai
Din kat ta hai na kat ti hai raatein
Har pal kisi ka intezaar hota hai, hmm
Dil wahi beqaraar hota hai
Ho, dhadaknon mein jiski pyaar hota hai
Thandi raaton mein saansein jalti hai
Zameen aasmaan bhi pighalte hain
Raahi thehre hain, raahein chalte hain
Dhoop mein sitaarein nikalte hain
Lo dekh lo
Yeh nazaara baar baar hota hai
Ho, oh oh oh
Aise hote hote pyaar hota hai
Ho, din kat ta hai na kat ti hai raatein
Har pal kisi ka intezaar hota hai
Dil wahi beqaraar hota hai
Ho, dhadkanon mein jiski pyaar hota hai
Dil wahi beqaraar hota hai
Dhadkanon mein jiski pyaar hota hai