Pehli nazar mili tumse
To thoda sa ghabra se gaye hum
Dusri nazar mili tumse
To thoda sa sharma se gaye hum
Ho, teesri nazar mili humse, to
Chal gaya re voh jaadu, ho gayi main beqaabu
Mil gaya re hamdam
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya kya
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
Pehli nazar mili humse
Mm hm hm hm hm aa aa aa aa aa
Dusri nazar mili humse, to
To thoda sa sharma se gaye hum
Ho, na to koi talaash thi, na to koi khayaal tha
Na to koi jawaab tha, na hi koi sawaal tha
Sach keh raha hai dil mera
Pehle na aisa haal tha, pehle na aisa haal tha
Pehle na aisa haal tha, pehle na aisa haal tha
Haai, mujhe hi khabar nahin mujhko
Na jaane kab kaise chori se, chhup chhupke
Chhed gaya mausam
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya kya
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
Aa aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa aa
Thoda thoda khumaar hai, patjhad mein bhi wahaar hai
Din mein lagta hai raat hai, kaisa yeh tera saath hai
Kaise bataaoon main tujhe
Dil mein dil ki baat hai, dil mein dil ki baat hai
Dil mein dil ki baat hai, dil mein dil ki baat hai
Oh, chhaayi hai yeh kaisi madhoshi
Honton pe sajti hai, saanson mein bajti hai
Chaahat ki sargam
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya kya
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
Pehli nazar mili tumse
To thoda sa ghabra se gaye hum
Dusri nazar mili tumse
To thoda sa sharma se gaye hum
Haan, teesri nazar mili tumse
Chal gaya re voh jaadu, ho gayi main beqaabu
Mil gaya re hamdam
Pyaar ho gaya hai tujhe
Haan
Pyaar ho gaya
Haan
Pyaar ho gaya hai mujhe kya, pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya hai tujhe kya, pyaar ho gaya kya – 2