Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Anand Raaj Anand, Atul Kale, Pyaar Kiya Nahin Jaata – Tere Bin Koi Bhi Pal Lyrics

Anand Raaj Anand, Atul Kale, Pyaar Kiya Nahin Jaata – Tere Bin Koi Bhi Pal Lyrics

  • by
Read Time:51 Second

Mm hm hm mm hm hm hm hm hm, la la la la la la
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam – 2
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Mujhe tujhse kitna pyaar hai, tere pyaar ki kasam
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam – 2
Kis baat se darrta hoon main, mujhko nahin khabar – 2
Bas dolta hai dil mera to idhar kabhi udhar
Kis baat se darrta hoon main, mujhko nahin khabar
Bas dolta hai dil mera to idhar kabhi udhar
Dil mein jaga bana gaya ek meetha meetha gham
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam
Apna tumhe na keh saka, kya hai mera naseeb – 2
Maine faasle badha liye rehkar tere kareeb
Apna tumhe na keh saka, kya hai mera naseeb
Maine faasle badha liye rehkar tere kareeb
Mujhe maaf karna yaar tu itna sa kar karam – 2
Mujhe tujhse kitna pyaar hai
Mujhe tujhse kitna pyaar hai, tere pyaar ki kasam
Tere bin koi bhi pal mujhe bhaata nahin sanam – 2