Hoye hoye hoye hoye hoye hoye
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Haan, ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Ishq fitrat hai teri, dil tabaah aur sahi
Tu nahin aur sahi, gham ka yeh daur sahi
Ek gunaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Jaaneman jaanasheen, kar zara gaur sahi
Kaise koi aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Tere lehje mein kuch vafa kam hai
Mujh mein bardaasht ka bada dam hai
Oye oye oye oye oye oye
Tere lehje mein kuch vafa kam hai
Mujh mein bardaasht ka bada dam hai
Ishq ne mujhko yeh sikhaaya hai
Tu salaamat hai to phir kya gham hai
Oh ibtidaa aur sahi, inteha aur sahi
Ek gunaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Jaaneman jaanasheen, kar zara gaur sahi
Kaise koi aur sahi
Oye oye oye oye oye oye
Ishq fitrat hai meri
(Kabhi hasna hai, kabhi rona hai
Aashiqui mein yehi to hona hai) – 2
Dil deewaana hai, hanske khelega
Aaj phir dard ek khilona hai
Dil yeh kamzor nahin, imtehaan aur sahi
Ek gunaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Jaaneman jaanasheen, kar zara gaur sahi
Kaise koi aur sahi
Oye oye oye oye oye oye
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Ishq fitrat hai meri dil tabaah aur sahi
Oh tu nahin aur sahi, gham ka yeh daur sahi
Ek gunaah aur sahi
Hoye hoye hoye hoye
Ishq fitrat hai meri