apne jahan ke
hum badshaah hain
masti bhara yeh apna jahan hai
apne jahan ke
hum badshaah hain
masti bhara yeh apna jahan hai
ghum ko yahan se
rukhsat kiya hai
khushiyon se humko fursat kahan hai
apne jahan ke
hum badshaah hain
masti bhara yeh apna jahan hai
tune jo ki hai bete
jab bhi shararat koi
main bhi hoon shaamil hua
masti se jeene ka
aata hai mazaa jo
tumse hi haasil hua
phir se main deewana ho gaya
rishta tha yaarana ho gaya
jabse tu aaya
tabse hai paaya
maine doobara bachpan mera
apne jahan ke hum badshaah hain
masti bhara yeh apna jahan hai
jaan to mili hai tumse
jeena bhi mila par
tumse mila hai yeh jahan
saara jahan yeh saara
kuch bhi na hota saani
tu jo na hota yahan
mushkilein peeche mud gayi
taqdeerein to aisi jud gayi
na koi shikwa na hi gila hai
chaahne se pehle sab kuch mila hai
apne jahan ke
hum badshaah hain
masti bhara yeh apna jahan hai
ghum ko yahan se ruksat kiya hai
khushiyon se humko fursat kahan hai