Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Anu Malik, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan, Ajnabee – Kasam Se Teri Aankhen Lyrics

Anu Malik, Alka Yagnik, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan, Ajnabee – Kasam Se Teri Aankhen Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 25 Second

Hey eh eh eh
Kasam se teri aankhen, kasam se teri baatein
Ey, kasam se teri aankhen, kasam se teri baatein
Kasam se tera hasna chalna, hai re kasam se
Kasam se teri aankhen, aaiya re aaiya
Kasam se teri baatein, aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar milaana, aaiya re aaiya
Kasam se tera nazar churaana, aaiya re aaiya

Humne dekha jinhe, sach voh sapne bane

Begaane ajnabi saathi apne bane

Poochho na tum, kaise hua

Yeh ittefaaq kaise hua

Achha hua jo hua

Kasam se yun takraana, aaiya re aaiya

Kasam se yun mil jaana, aaiya re aaiya

Kasam se tera nazar milaana, aaiya re aaiya

Kasam se tera nazar churaana, aaiya re aaiya

Kasam se teri aankhen, aaiya re aaiya

Kasam se teri baatein, aaiya re aaiya

Toote ab na kabhi apni yeh dosti

Yunhi gaati rahe masti mein zindagi

Jaage rahe, soye rahe

Hum pyaar mein khoye rahe

Kal kya ho, kya pataa

Kasam se yun sharmaana, aaiya re aaiya

Kasam se yun ghabraana, aaiya re aaiya

Kasam se tera nazar milaana, aaiya re aaiya

Kasam se tera nazar churaana, aaiya re aaiya

Kasam se teri aankhen, aaiya re aaiya

Kasam se teri baatein, aaiya re aaiya

Kasam se teri aankhen, kasam se teri baatein
Hey, kasam se teri aankhen, kasam se teri baatein
Kasam se tera hasna chalna, hai re kasam se
Kasam se teri aankhen, aaiya re aaiya

Kasam se teri baatein, aaiya re aaiya