Aaiye aa aa oh, aaiye aa aa oh – 2
Dil ne bahut roka, maine bahut toka
Hey hey hey hey
Dil ne bahut roka, maine bahut toka
Pyaar na maana mera pyaar na maana
Teri zindagi mein chali aayi chali aayi – 4
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Dil ko kyoon roka, khud ko kyoon toka – 2
Pyaar na maana tera pyaar na maana
Meri zindagi mein chali aayi chali aayi – 4
Chali aayi chali aayi chali aayi
Aayi aayi aayi aayi chali aayi chali aayi
Chali aayi chali aayi chali aayi
Aayi aayi aayi aayi chali aayi chali aayi
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
(Teri khushi hai meri khushi, teri hansi hai meri
Jo teri pasand voh meri pasand, ab ho gayi hoon main teri) – 2
Dekhoon main rasta, tera hi rasta
Aur koi mujhe na janchta, aa jaa na jaa
Teri zindagi mein
Meri meri zindagi mein
Teri teri zindagi mein chali aayi chali aayi
Teri zindagi mein chali aayi chali aayi – 3
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh
(Jo tu soche voh main sochoon, aur nahin kuch socha
Sapna jo tera sapna hai mera, main sach karne aa pahuncha) – 2
Dekhoon main rasta, tera hi rasta
Aur koi mujhe na janchta, aa jaa na jaa
Teri zindagi mein
Meri meri zindagi mein
Dil ne bahut roka, maine bahut toka
Pyaar na maana tera pyaar na maana
Teri zindagi mein chali aayi chali aayi
Meri zindagi mein chali aayi chali aayi
Teri zindagi mein chali aayi chali aayi
Meri zindagi mein chali aayi chali aayi
Chali aayi chali aayi chali aayi
Aayi aayi aayi aayi chali aayi chali aayi
Chali aayi chali aayi chali aayi
Aayi aayi aayi aayi chali aayi chali aayi
Aaiye aa aa oh, aaiye aa aa oh
Aaiye aa aa oh, aaiye aa aa oh