Mehbooba mehbooba, mehbooba mehbooba
Tu hai mere dil ka ajooba ajooba ajooba
Tere ishq ki deewaangi sar pe chadhke bole – 2
Tune kya kiya, yeh kya hua
Dil ding dong ding dole, hey dil ding dong ding dole
Tere ishq ki deewaangi sar pe chadhke bole – 2
Tune kya kiya, yeh kya hua
Dil ding dong ding dole, ae dil ding dong ding dole
(Nazrein milaake palkein jhukaaye
Apna deewaana mujhko banaaye) – 2
Aisi baaton se kuch hota hai
Neend udti hai, chain khota hai
In baahon mein ab aane de
Aane de aane de
Jaadu ka jaadu chhaane de
Chhaane de chhaane de
In baahon mein ab aane de
Jaadu ka jaadu chhaane de
Hai kasam tujhe aise na mujhe tadpa
Tere khwaab ki aawaargi sar pe chadhke bole
Tune kya kiya, yeh kya hua
Dil ding dong ding dole
Ae dil ding dong ding dole
(Solaah baras to maine sambhaala
Is dil ko tune mushkil mein daala) – 2
Is umar mein hi dil dhadakta hai
Milne julne ko yeh tadapta hai
Ab tanhaai tadpaati hai
Tadpaati hai tadpaati hai
Bechaini badhti jaati hai
Bechaini badhti jaati hai
Ab tanhaai tadpaati hai
Bechaini badhti jaati hai
Yeh dard hai kya yeh pyaas hai kya
Itna to mujhe samjha
Yeh bekhudi, yeh aashiqui sar pe chadhke bole
Tune kya kiya, yeh kya hua
Dil ding dong ding dole
Dil ding dong ding dole