Read Time:41 Second
(Kehna hai, kehna hai aaj tumse yeh pehli baar, ho
Tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar) – 2
Tumse kehne waali aur bhi hai pyaari baatein – 2
Saamne sab ke bolo kaise keh doon saari baatein
Aaj magar bas itna hi karna hai ikraar
Tum hi to laayi ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Kab se dil ne mere maan liya hai tumko apna – 2
Aankhen meri dekh rahi hai jaagte sote yeh sapna
Mere gale mein daal rahe ho tum baahon ka haar
Tum hi to laaye ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Kehna hai, kehna hai aaj tumse yeh pehli baar, ho
Tum hi to laaye ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Haan, tum hi to laaye ho jeevan mein mere pyaar pyaar pyaar
Haan, pyaar pyaar pyaar
Related Lyrics:
Switchfoot - Enough To Let Me Go Lyrics
Chris Janson - Buy Me A Boat Lyrics
The Microphones - I Cant Believe You Actually Died Lyrics
Garnet Crow - Yume Hanabi Lyrics
Kill Paradise - Beautiful Colors Lyrics
Sajid Wajid, Alka Yagnik, Babul Supriyo, Kya Yehi Pyaar Hai - Meri Tarah Tum Bhi Lyrics
Emmanuel Carella - No Sky Is Blue Lyrics
Emmure - 10 Signs You Should Leave Lyrics