[Lyrics for Gajendra Verma – Pehla Pyar]
Sath sikhe humne
Zindagi ke maayane sabhi
Sath dekhe thhe jo
Saare sapne ab kuch nahi
Tu chali jaa par bhool na
Ki main hun tera pehla pyar
Dil to mazboor tha
Ke chal pada teri aur hi
Har baar mere yaar dildaar
Har baar mere yaar dildaar
Kaisi yeh judayi hai
Aankh bhar aayi hai
Oh ve rabba teri
Kaisi yeh khudayi hai
Kaisi yeh judayi hai
Aankh bhar aayi hai
Pyaar ki duniya
Tune aisi kyun banayi hai
Ab yahan kya rakha hai
Kya main samjhaun dil ko
Kis tarah se bata de
Ab bhula dun main tumko
Theek hai tumse kya main kahun
Bas bata kaise tujh bin rahun
Tu chali jaa par bhool na
Ke main hun tera pehla pyaar
Dil to mazboor tha
Ke chal pada teri aur hi
Har baar mere yaar dildaar
Har baar mere yaar dildaar
Kaisi yeh judayi hai
Aankh bhar aayi hai
Oh ve rabba teri
Kaisi yeh khudayi hai
Kaisi yeh judayi hai
Aankh bhar aayi hai
Pyaar ki duniya
Tune aisi kyun banayi hai
Kaisi yeh judayi hai
Aankh bhar aayi hai
Oh ve rabba teri
Kaisi yeh khudayi hai
Kaisi yeh judayi hai
Aankh bhar aayi hai
Pyaar ki duniya
Tune aisi kyun banayi hai