[Lyrics for Gulabo Sitabo – Madari Ka Bandar]
Khan khan khanke ginti ke sikke
Saanso ki takk saal mein
Moh maya ne uljhaya is farebi jaal mein
Khare paani mein dhundho
Meetha samandar, arre
Banke madari ka bandar
Dug dugi pe nacche sikandar
Banke madari ka bandar
Dug dugi pe nacche sikandar
Keemat lagegi thaat bhaat ki
Ek baar chadhni hai haddi ye kaath ki
Kaisa kartaab hai jaane kya kaab hai
Ungli pe jhoole nathuni ghaat ghaat ki
Chadha hai jo suroor ye
Marghaat ke jamghaat mein
Pal me utar jaayegaa
Dil ka hai jab wo kalandar
Dug dugi pe nacche sikandar
Banke madari ka bandar
Dug dugi pe nacche sikandar
Shaheb ko zindagi ne jhatka diya
Languti se bandha aur latka diya
Shaheb ko zindagi ne jhatka diya
Languti se bandha aur latka diya
Machega aisa hullad bachega thok na footkar
Lutegi bairi banke khada na ho tu tan ke
Are hasle pagle thoda sa kya rakha rone mein
Lattu ghoome jantar mantar jaado tone mein
2 gaj jameen puche kitne sawal hai
2 gaj jameen puche kitne sawal hai
Banke madaari ka bandar
Dug dugi pe nachhe sikandar
Baanke madaari ka bandar
Dug dugi pe nachhe sikandar
Khan khan khanke ginti ke sikke
Saanso ki takk saal mein
Moh maya ne uljhaya is farebi jaal mein
Khare paani mein dhundho
Meetha samandar, arre
Banke madari ka bandar
Dug dugi pe nacche sikandar
Banke madari ka bandar
Dug dugi pee nachhe sikandar…