Ho, nazar aa raha hai saaf yeh
Hum hi hum hain dil mein aap ke
Nazar aa raha hai saaf yeh
Hum hi hum hain dil mein aap ke
Faisla ho hi jaayega
Yeh vafa sach hai sanam
Yeh nahin mera bharam
Nazar aa raha hai saaf yeh
Hum hi hum hain dil mein aap ke
Faisla ho hi jaayega
Yeh vafa sach hai sanam
Yeh nahin mera bharam
Ho, nazar aa raha hai saaf yeh
Mujhe yakeen dil aap ka
Sirf mere liye hi dhadakta hai sanam
Tanhaai mein yeh raat din
Sirf mere liye hi tadapta hai sanam
Yeh pata chal hi jaayega – 2
Yeh vafa sach hai sanam
Yeh nahin mera bharam
Ho, nazar aa raha hai saaf yeh
Hum hi hum hain dil mein aap ke
Tu hi to hai saaya mera
Chaahke bhi tujhe na bhool paaoon sanam
Teri vafa, teri kasam
Thaam le jab kabhi main dagmagaaoon sanam
Yeh khabar lag hi jaayegi – 2
Yeh vafa sach hai sanam
Yeh nahin tera bharam
Nazar aa raha hai saaf yeh
Hum hi hum hain dil mein aap ke
Faisla ho hi jaayega
Yeh vafa sach hai sanam
Yeh nahin mera bharam