Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Industry – Barsaat Industry Lyrics

Industry – Barsaat Industry Lyrics

  • by
Read Time:58 Second

[Lyrics for Industry – Barsaat Industry]

Baithe hain kabse hum gumsum
Pyaar ke woh saare mausam
Tere sang jeene thhe woh pal
Woh pal, woh pal

Mulaqaat hogi kya pata
Ya main jee raha hoon bewajah
Kya yeh wafa kaam aayegi ek din

Tu aas paas mere hain na sach bata
Barsaat ho rahi hai phir yahaan
Jo tu na keh saka saavan keh raha
Barsaat ho rahi hai phir yahaan

Karti hawaayein hai jo guftagu
Koi na jaane sirf main sunu
Phir aaj ye ehsaas hua
Ho jaise tune yaad kiya

Yeh bheegi bheegi shaamein yahaan
Tumhaare bina hai baithi hui tanha

Tu aas paas mere hai na sach bata
Barsaat ho rahi hai phir yahaan
Jo tu na keh saka saavan keh raha
Barsaat ho rahi hai phir yahaan

Kal jahaan hum mile the
Hoon wahaan ab tak thehra
Dooriyon ko mita zara
Tera ishq tu nibha zara

Mulaqaat hogi kya pata
Ya main jee raha hoon bewajah
Kya yeh wafa kaam aayegi ek din

Tu aas paas mere hai na sach bata
Barsaat ho rahi hai phir yahaan
Jo tu na keh saka saavan keh raha
Barsaat ho rahi hai phir yahaan