Yaahiye, yaahiye yaahiye, yaahiye yaahiye
Chehre pe din hai, zulfon mein raat hai
Hey hey hey chehre pe din hai, zulfon mein raat hai
Aap to aap hai, aap to aap hai
Aap ki kya baat hai
Aap ka husn chalo sab se alag thehra – 2
Aashiq na ho to phir kya badi baat hai
Aashiq na ho to phir kya badi baat hai
(Yaahiye)
Chehre pe din hai, zulfon mein raat hai
Aap to aap hai
Aap to aap hai
Aap ki kya baat hai
Yaahiye, yaahiye, yaahiye, yaahiye
Husn apni jaga hai aashiq ho ya na ho
Hey, husn apni jaga hai aashiq ho ya na ho
Kudrat hum pe fida hai koi phir ho na ho
Ho chhupa saagar mein phir voh moti bhi kya
Na jale deepak mein phir voh jyoti bhi kya
Hota na husn to phir karte tum ishq kya – 2
Yaahiye, yaahiye, yaahiye, yaahiye
O, mitti ki moorat mein tauba kitna guroor
Mitti ki moorat mein tauba kitna guroor
Khud pe hi itraate hai, kaisa hai yeh suroor
Chaandni na ho to hota phir chaand kya
Meethi na ho dhun to hota phir saaz kya
Parwaane na ho to phir shamma ka husn kya
O, parwaane na ho to phir shamma ka husn kya
Yaahiye, yaahiye, yaahiye, yaahiye
Chehre pe din hai, zulfon mein raat hai
Ho, chehre pe din hai, zulfon mein raat hai
Aap to aap hai, aap to aap hai
Aap ki kya baat hai
Yaahiye
Yaahiye
Yaahiye