(Yaara yaara main to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re) – 2
Kaisi mushkil hain raahein
Thaame rehna yeh baahein
Toote na re roothe na re chhoote na saath hamaara
Yaara yaara tu to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re
Jab jab mushkil ho raahein
Thaam lengi yeh baahein
Tootega na roothega na chhoote na saath hamaara
Yaara yaara main to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re
Yunhi nahin dagmagaaya hoon main
Haan, yunhi nahin dagmagaaya hoon main
Sambhalne ko hi paas aaya hoon main
Agar jhooth bole kasam doon tujhe
Agar chal na paaye kadam doon tujhe
Humse koi khata ho dena jo bhi saza ho
Toote na re roothe na re chhoote na saath hamaara
Yaara yaara main to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re
Ae yaara yaara tu to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re
Achha!
Mujhe jhoomne de mujhe hai nasha
Haan, mujhe jhoomne de mujhe hai nasha
Tere dil mein kya hai mujhe kya pata
Agar yun nahin bekhabar hota tu
To phir mera hamsafar hota tu
Main to itna hi samjhoon main to itna hi jaanoon
Toote na re roothe na re chhoote na saath hamaara
Yaara yaara main to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re
Yaara yaara tu to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re
Kaisi mushkil hain raahein
Thaame rehna yeh baahein
Toote na re
Roothe na re
Chhoote na saath hamaara
Yaara yaara main to fisal gaya re
Yaara yaara had se guzar gaya re