Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron – 2
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Ek taraf pyaar hai chaahat hai vafaadaari hai
Ek taraf desh mein, desh mein
Ek taraf desh mein dhoka hai gaddaari hai
Bastiya sehmi hui sehma chaman saara hai
Gham mein kyoon dooba hua aaj sab nazaara hai
Aag paani ki jaga ab jo barsaayenge
Lehlaate hue sab khet jhulas jaayenge jaayenge jaayenge
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Haan, kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Chand sikkon ke liye tum na karo kaam bura
Na karo kaam bura, na karo kaam bura
Na karo kaam bura
Na karo kaam bura
Har buraayi ka sada hota hai anjaam bura
Har buraayi ka hota hai bas anjaam bura anjaam bura
Anjaam bura anjaam bura
Anjaam bura anjaam bura
Jurm waalon ki kahan umr badi hai yaaron
Inki raahon mein sada maut khadi hai yaaron
Zulm karne se sada zulm hi haazil hoga
Jo na sach baat kahe voh koi buzdil hoga
Sarfaroshon ne lahoon deke jisse seencha hai
Aise gulshan ko ujadne se bacha lo yaaron
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron
–MALE 1 + 2–
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
–MALE 1 + 2–
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
–MALE 1 + 2–
Mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan
–MALE 1 + 2–
Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron – 4
–MALE 1 + 2–
(Aah, aah, aah…)