0 0
Read Time:1 Minute, 56 Second

[Lyrics for Javed Bashi – Ye Tune Kya Kiya]

Ishq wo bala hai
Ishq wo bala hai
Jisko chhua isne, woh jala hai

Dil se hota hai shuru
Dil se hota hai shuru
Par kambakht sar pe chadha hai
Kabhi khud se, kabhi khuda se, kabhi zamaane se lada hai
Itna hua badnaam phir bhi
Har zubaan pe ada hai

Ishq ki, saazishein
Ishq ki, baaziyaan
Hara baat khel ke
Do dilon, ka jua

Kyun tune meri fursat ki
Kyun dil mein itni harkat ki
Ishq mein itni barkat ki
Ye tune kya kiya

Phiroon ab maara maara main
Chaad se bichda taara mein
Dil se itna kyun haara mein
Ye tune kya kiya

Saari duniya se jeet ke mein
Aaya hoon idhar
Tere aage hi mein haara kiya
Tune kya asar

Mein dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya

Meri baahon ko teri saanson ki
Jo aadatein lagin hai waisi
Jee leta hoon ab main thoda aur

Mere dil ki ret pe aankhon ki
Jo pade parchhayi teri
Pee leta hoon tab main thoda aur

Jaane kaun hai tu meri
Main na jaanoon ye magar
Jahan jaun main karun main
Wahan tera hi zikar

(mujhe tu raazi lagti hai
Jeeti hui baazi lagti hai
Tabiyat taazi lagti hai
Ye tune kya kiya)

Mein dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya

Dil karta hai teri baatein sunu
Saude main adhoore chunoon
Muft ka hua ye faayda

Kyun khud ko main barbaad karun
Fana hoke tujhse milun
Ishq ka ajab hai kaayada

Teri raahon se jo guzri hai meri dagar
Main bhi aage badh gaya hoon hoke thoda befikar

Kaho to kisse marzi loon
Kaho to kisko arzi doon
Hasta ab thoda farzi hoon
Ye tune kya kiya

(main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya)

Ishq ki, saazishein
Ishq ki, baaziyaan
Hara baat khel ke
Do dilon, ka jua
Ye tune kya kiya

(main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Ye tune kya kiya)

Ishq ki, saazishein
Ishq ki, baaziyaan
Hara baat khel ke
Do dilon, ka jua

Happy
Happy
0 %
Sad
Sad
0 %
Excited
Excited
0 %
Sleepy
Sleepy
0 %
Angry
Angry
0 %
Surprise
Surprise
0 %

Average Rating

5 Star
0%
4 Star
0%
3 Star
0%
2 Star
0%
1 Star
0%

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *