[Lyrics for Jubin Nautiyal – Maai Hai Na]
Chitthi na sandesha
Phir bhi maine dekha
Jab jab main roya maai
Tera aanchal bheega hai
Teri mamta ke aage
Har sukh feeka hai
Mere chaand sitare do naina
Mujhe aur kisi se kya lena
Mujhe aur kisi se kya lena
Jag saath nahi to dukh kaisa
Mere saath meri maai hai na
Mere saath meri maai hai na
Mere chaand sitare do naina
Mujhe aur kisi se kya lena
Mujhe aur kisi se kya lena
Jag saath nahi to dukh kaisa
Mere saath meri maai hai na
Mere saath meri maai hai na
Kaagaz ki naav hai yeh duniya
To aisi naav mein behna kya
Jab tera bharosa hai maai
Auron ke bharose rehna kya
Aisa to koyi dard nahi
Tu jis’se rihaai de naa sake
Woh peed jagat mein bani nahi
Tu jiski dawaai de naa sake
Tere aage yeh mann khol diya
Ab aur kisi se kya kehna
Aur kisi se kya kehna
Jag saath nahi to dukh kaisa
Mere saath meri maai hai na
Mere saath meri maai hai na
Mere chaand sitare do naina
Mujhe aur kisi se kya lena
Mujhe aur kisi se kya lena
Jag saath nahi to dukh kaisa
Mere saath meri maai hai na
Mere saath meri maai hai na
Hey girja hey maa durga
Brahmvadini hey aaliya
Teri sharan mein sheesh jhuke
Maa kattyayani naman tujhe
Sarv mangal mangalye
Shive sarvarth saadhike
Sharanye trambke gauri
Narayani naman tujhe
Hey girja hey maa durga
Brahmvadini hey aalya
Teri sharan mein sheesh jhuke
Maa kattyayani naman tujhe
Sarv mangal mangalye
Shive sarvarth saadhike
Sharanye trambke gauri
Narayani naman tujhe
Narayani naman tujhe