[Lyrics for Jubin Nautiyal – Pyaar Hona Na Tha]
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Chain khona na tha chain kho hi gaya
Dil mera ab tera yaar ho hi gaya
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Laazmi nazar ko tu behisaab ho gaya
Kaisa na haseen yeh ittefaq ho gaya
Kal jo bhi tha mera tere naam ho gaya
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Chain khona na tha chain kho hi gaya
Dil mera ab tera yaar ho hi gaya
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Tune haath chhu ke mera qismat likhi nayi
Yeh lakeerein ab se pehle thi kabhi dikhi nahi
Aaj se dhadkanein gulaam hain teri
Hai meri subah teri har shaam hai teri
In aankhon ko tera intezaar ho gaya
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Dil mera ab tera yaar ho hi gaya
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Pyaar hona na tha pyaar ho hi gaya
Chain khona na tha chain kho hi gaya