Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Khesari Lal Yadav – Romantic Raja Lyrics

Khesari Lal Yadav – Romantic Raja Lyrics

  • by
Read Time:1 Minute, 14 Second

[Lyrics for Khesari Lal Yadav – Romantic Raja]

Mujhko teri pyaas lagi
Aaja ghar pe tu bas abhi
Ek pal bhi na kate
Lagne lagi raat badi

Ready sheady hone mein
Time toh lage hai
Wait kar paaunga na
Tera ab main zyada

Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja

Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja

Ek baichaini si hai
Dil mein hai ghabrahat badi
Chhata leke aana baby
Bahar hai barsaat abhi

Kahin main bheeg jaaun na
Seene se tujhko laga lunga
Aage aage dekhna
Abhi toh hai shuruwaat hui

Jaane kyun mind mein
Shaq sa jage hai
Koyi gadbad nahi
Mera nekk hai iraada

Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja

Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja

Kaamsin ek toh main
Aur yeh bali hai umar
Hogi nahi rani kisi ko bhi
Kano kaan khabar

Tere bina jaaye na raha
Main bhi control mein kaha
Aaj ki raat ka karna na
Kisi se bhi zikar

Mana thoda risk hai
Par yahi ishq hai
Mil ke mujhse tu
Ho jayega baby taza

Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha

Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha

Romantic raja aaja aaja
Romantic raja aaja aaja

Romantic raja, Romantic raja
Romantic raja aa aa haan