[Lyrics for Kishore Kumar – O O Mere Raja]
O O Meri Rani
Samajh Gaya Main Wahi Purana, Tera Bahana
Der Se Aana Aur Yeh Kehna
Wada Toh Nibhaya, Wada Toh Nibhaya
Intezaar Ke Ek Ek Pal Ka Badla Loonga
Aisa Bhi Kya
Yeh Na Samjhna Aaj Bhi Aise Jaane Doonga
Aisa Bhi Kya
Kitna Sataaya Pehle Uska Hisaab Do
Ankhon Mein Ankhon Daalke Jawaab Do
Bachti Bachaati
O O
Bachti Bachaati Chhupti Chhupti
Tum Kya Jaano Kaise Aayi
Wada Toh Nibhaya O O Mere Raja
Samajh Gaya Main Wahi Purana Tera Bahana
Der Se Aana Aur Yeh Kehna Wada Toh Nibhaya
O O Mere Raja
Baahon Ki In Jinjiron Mein Yu Na Jakdo
Hum Jakadenge
Mud Jaayegi Meri Kalai Haath Na Pakdo
Hum Pakadenge
Chhodo Na (Nahi) Chhodo Na
Aise Toh Naazuk Nahin Haath Sarkar Ke
Mauke Bhi Kabhi Kabhi Milte Hain Pyaar Ke
Pyaar Abhi Toh
Ho O
Pyaar Abhi Toh Naya Naya Hai
Meri Wafa Ki Kadar Karo Ki
Wada Toh Nibhaya O O Mere Raja
Khafa Na Hona Der Se Aayi Door Se Aayi
Majboori Thi Phir Bhi Maine Wada Toh Nibhaya
O O Meri Rani
Kaho Yeh Gaalo Ke Angaare Kiske Liye Hain
Kaho Kaho
Aji Tumhare
Ha Ha Ha Ha
Hontho Pe Yeh Shahad Ke Dhaare Kiske Liye Hain
Bolo Bolo
Aji Tumhare
Haan Sharm Kahan Ki Aao Gale Lag Jao Ji
Kab Se Khada Ho Pyaasa Pyaas Bujhao Ji
Hat Jao Ji
Bujhao Ji
Badnaami Se
Ho O O
Badnaami Se Dar Lagta Hai
Yeh Toh Socho Kis Mushkil Se Wada Toh Nibhaya
O O Mere Raja
Samajh Gaya Main Wahi
Purana Tera Bahana Der Se Aana Aur Yeh Kehna
Wada Toh Nibhaya
Wada Toh Nibhaya
O O Mere Raja
O O Meri Rani