[Lyrics for Lata Mangeshkar – Baadal Pe Chal Ke Aa]
Badal pe chalke aa
Sawan mein dhal ke aa
Sanson se meri nikal ke aa
Bahon me meri machal ke aa
Badal pe chalke aa
Sawan mein dhal ke aa
Ru.. ru… aa.. aa.. ru.. ru.. aa.. aa.
Shamon pe lahraye mausam hare hare
Chandi si barasaye
Badal bhare bhare.
Sakhon pe lahraye mausam hare hare
Chandi si barasaye badal bhare bhare
Bheegi huyi in fijaon mein
Aanko se dil mein sambhal ke aa
Badal pe chalke aa
Sawan mein dhal ke aa
Main hoon teri zameen tu mera aasaman
Tu meri aarzoo main teri janejaa
Tutti hai khanak banke angradaiya Aao bahon mein bhar le tanhaiya
Main hoon teri zameen tu mera aasaman Tu meri aarzoo main teri janejaan
Anchal ki chanchal hawao me
Hotho pe geeto sa dhal ke aa
Badal pe chalke aa
Sawan mein dhal ke aa
La la …huun… huun…
Seeshe si bahon pe bunde ruki ruki
Palkon pe sharmaye ratein jhuki jhuki
Palkon pe sharmaye ratein jhuki jhuki
Seeshe si bahon pe bunde ruki rukii
Zulfon ki kali gatao mein mujh mein
Nase sa pighal ke aa
Badal pe chalke aa
Sawan mein dhal ke aa
Sanson se meri nikal ke aa Bahon me meri machal ke aa
Badal pe chalke aa Sawan mein dhal ke aa
Badal pe chalke aa Sawan mein dhal ke aa
Badal pe chalke aa Sawan mein dhal ke aa