[Lyrics for Lata Mangeshkar – Milte Hi Rahenge Ham]
O…
Anchhuye mere tan ko
Par apne prem milan ko
Chaandaniya ban
Ban ke jhukti hi rahi
Chaal chale tu pawan ki par
Gori tere nayan ki kaaminiya
Mere man mein rukti hi rahi o aa
Kabhi parwat ke niche
Kabhi nadiya ke kinare
Milte hi rahenge
Ham badle sau nazaare
Yug yug ke rang jitne
Utne rup hamare
Milte hi rahenge
Ham badle sau nazaare
Badle sau nazaare badle sau nazaare ho
Thaam ke mukhada
Gulabi lage aise ki
Main hoon sharabi
Rang ras ka ek pyala
Hathon mein liye
Aur main pi ke nagar
Me lipti hui lal chunar mein
Sapno ki madhusala
Aankhon mein liye
O aa
Sadiyon ka ye nasa
Hai utrega na utare
Milte hi rahenge
Ham badle sau nazaare
Yug yug ke rang jitne
Utne rup hamare
Milte hi rahenge
Ham badle sau nazaare
Badle sau nazaare badle sau nazaare aa aa
Dil tera mujhpe dola or
Main hoon bhadkata shola
Maja aye lag jaye meri aag tujhe
Haye re jalan aahon ki
Lahrayi teri bahon ki
Lahron mein bah jau tab pyas bujhe
La la la
Le lo meri adaye luto mere ishare
Milte hi rahenge
Ham badle sau nazaare
Yug yug ke rang
Jitne utne rup hamare
Milte hi rahenge
Ham badle sau nazaare
Badle sau nazaare badle sau nazaare.