Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein – 2
Roothe pal mein na maane mahinon mein – 2
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Allah
Aahe bhar bharke, ilteza karke
Aahe bhar bharke, ilteza karke
Humne dekha hai yeh hai patthar ke
Haan humne dekha hai yeh hai patthar ke
Jo manaao
Jo manaao na maane mahinon mein
Jo manaao na maane mahinon mein
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Allah
Chaahe bhi hum to inko – 2
Zaalim kahan na jaaye
Shikwa hai unse dil ko – 2
Ke jinko dekhe se pyaar aaye, haai
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein – 2
Allah
Chamak aankhon mein hai sitaaron ki
Chamak aankhon mein hai sitaaron ki
Chhaaon mukhde pe hai bahaaron ki
Chhaaon mukhde pe hai bahaaron ki
Bas dil hi
Bas dil hi
Bas dil hi
Bas dil hi nahin inke seenon mein – 2
Allah yeh ada
(Allah yeh ada)
Kaisi hai in haseenon mein, allah
Oh, oh, oh oh
Chaahat mein cheez kya hai – 2
Yeh rang yeh jawaani
Un par lutaane waale
Ho, un par lutaane waale
Lutaaye baithe hain zindagaani, haai
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein – 2
Allah
Chaahe raazi voh na rahe phir bhi
Chaahe raazi voh na rahe phir bhi
Saari mehfil mein voh to hai phir bhi
Haan saari mehfil mein voh to hai phir bhi
Khoobsurat, haai
Khoobsurat hazaaron haseenon mein
Khoobsurat hazaaron haseenon mein
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Allah
Allah yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Haseenon mein
Roothe pal mein na maane na maane mahinon mein
Mahinon mein
Allah
Yeh ada kaisi hai in haseenon mein
Allah