Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » Muhfaad – Instagram Live Lyrics

Muhfaad – Instagram Live Lyrics

  • by
Read Time:5 Minute, 49 Second

[Lyrics for Muhfaad – Instagram Live]

Raftaar sadme mein dilin ko gam ho gaya hai
Tera kaun sa fame jo kam ho gaya hai
Aa gaya ghoom ke fir shuruwat pe
Flashback pe sabkuch khatam ho gaya hai

Sabko dikhta hai teri jalti hai
Teri zindagi hi aisi kher fir bhi teri galti hai
Ek banda mila tha mujhe zee studio mein
Jiski jali mere kaam se aur naam mai hi jaldi hai

Faink doge paisa ye naach dega shadiyon mein
Ghoomta hai mehngi wali second hand gaadiyon mein
Aisa fame apne paas hi rakh
Paisa video mein laga haq chin audio mein

Kha gaya chakkar logo ko jhuma jhuma ke
Puch ek hi baat beta ghuma ghuma ke
Jumma jumma kari teri bhudhi kharab
Jaise gehri neend mein lo kisi ki utha utha ke

Tone rakh niche muhfaad nahin chikha hai
Wo paisa bhi tera nahin zee ka hai
Ye thappad maar ke tatti nikal deta hai
Koi chad ke saamne se aaye to ye mitha hai

Bhutni ke aankhon mein kyu dhool jhonk raha hai
Aage chal tu bhi tujhe kaun rok raha hai
Kutta to maine bhi paal rakha hai fir bhi
Comments mein yeh battameez kaun bhaunk raha hai

Rajneeti wale daav pech chadh jaate nigahon pe
Paisa hi kama raha hai tu izzat rakh ke daav pe
Chashmdeed 35 hazar raftaar maari laat
Tune pet pe aur panv rakha ghav pe

Na kintu parantu kalank tu syaahi par
On camera tu nakli aur upar se hyper
Koyi chutiya saiyan dab kare na kare
Meri beat pe to mere hisab se hoga cypher

Story mein climax main twist kar dunga
Gaano se yu hi playlist bhar dunga
Tu dancer bhi ghatiya main tujhse bettar rapper hu
Nach baby warna tujhe diss kar dunga

Kerala ka kadwa karela tu bharwa
Maine bhi marayi hai na chupchap marwa
Beat jehrwa taal keharwa
Tu twerk kare tv pe to launde meherban

Baatein ghumao lao naya banda target main
Rakho bhaichara jab tak aata nahin wo market mein
Utho milo baitho kaam hua chalte bano
Fir inki baaton ko lapeto red carpet mein

Mere gaane ke badle 2 saal diya talla
Mujhe fame dega 2 ghante live pe nithalla
Mere pas sirf pyaar teri nakli p.R.
Business minded artist ya kahun tujhe dalla?

Aaya pehle diss jab bhara ghada tere paap ka
Aparchit mujhse tu karle aa raabta
Max dilin raftaar bolu tujhe kya?
Ga*dfati mein alter ego? Ya launda 3 baap ka?

Utha ke sar kare baat reason teri height
Facts to kabka deke ho chuka main side
Mod ke lele piche ticket kyu dab ke time
Pe DMF ne karayi thi meri flight

Oppurtunity se upar chunautiya maidan mein
Ek paisa bhi kamao ise pehle batao kaan mein
Tune kitno ko diye jo tu puchta hai ke
Kya rapper paise kama pa rahe hai hindustan mein?

Baat nahin soch hard wired ki
Teri to wiring hi kharab hai tu liar bhi
Badmashi dikha border pe
Mr. Nair chu**add tight na ho jaaye sound se fire ki

Bayan karu sab kuch main shabdo mein kaayde se
Halaat kam faile nahin huye hai kisi raayte se
Asaan lage kaam karna shanti se mujhe
Warna kafi zyada muhsqil hu main apni likhai jaise

Shootout to mtv sabki bana ke leli ghodi
Revolution chahiye sabko?? Lo ye lo pakad roadies

Na tere views chahiye na luxury
Na b’day manau na anniversary
Abey fame ke liye diss kar dunga eminem ko
Paisa gina raha hai mujhe second hand marcedes!

Sar dard ho gaya tujh sar pe bitha
Bhari kaleja maine bhar ke jo likha
Hater to na pehle tha na ab hun
Main bhi tera fan ho jau aisa rap karke to dikha

Linay cool ban’ne wali aisi(ac) 1.5 ton hai
Fame dega mujhe tu satan hai??
Rapper hadtal pe nai baithege milta unhe vetan hai
Game paiso walo ki to ek ghutne mein tekken hai

Taal talwo mein itni baith ke maaru chaukdi
Music teri job jaise sarkari naukari
Gaane mere khuli tijori le ja bhikh mein
Do kaudi ke rapper teri nasal hi hai dogli

Bhidne baad mein nahin karte matter solve hum
Soch thoda zyada ya phir mere aage bol kam
Emiway galat laga to usse diss kiya
Aaj tu galat ho gaya to tujhe kyu hai problem?

Yeh fixed match 20-20 hai
Chal rahi audience mein cmmentary hai
Mic pe tu rapper ho ya chahe politician par
Raftaar banda bahut zyada lendi hai

Paiso ne kar diya andha
Salary pe rakho band karo muh hai dhandha
Aisi bhaichare wali jhuthi baatein to karega hi
Fans se latka hai tera fansi ke fanda

On karo camera fir dekho rajneeti
Saale ko har jagah footage chahiye free ki
Karma sign karke saaf honge nahin karam
Kyun ki swag mera desi bhi to diss hai honey ki

Career tera yo yo, khilwane wala tu
Baat to dabane aur badhane wala tu
Firse jhoothi dosti nibhane wala tu
Do bhaiyo ke bich mein bhi aane wala tu

Jwala nehar hun, nikle muh se hai jawala
Ek dusre ne khaya dono ghar ka niwala
Khayi gali meri maa ne to sunne wala maane to
Kalamkaar ko hoga firse happy diwala

Laaj ka uthana parda pad jayega
Tu arararara karta ghar jayega
Tere chakar mai lyrically
Tera hi koyi muh bola bhai hathhe chadh jayega

Naato ke khatam hote natak nahin
Inhe khade hoke mootne ki addat nahin
Kalamkaar to hua hai start abey maharaaj
4 mahine purana startup nahin

Sach apne pe bikhar gaya
Jab galeech harkatein tu kar gaya
Raftaar tu hoga apni duniya mein
Mere liye dilin bhi aaj se mar gaya

Baat buri to lagegi par sach hai
Na tujhse koi lena dena na ab grudge hai
Kisi se koi dikkat nahin ab bhi
Par raftaar aur harjas ki wajah se
Ab kisi pe nahin trust hai

Zyada bole jo bhi dega jhuk jhuk ke
Badhiya mehfil jahaan baatein hoti ruk ruk ke
Teri izzat ki sale monday market mein
Diss count badhaya maine le gai janta loot loot ke

Sabki jala ke aapne wali nahin deni
Ladne ko doglo ko taali nahin deni
Kisi bahut shareef saale ko bhos*iwale ko
Oh sorry mumma gaali nahin deni..

Sorry mumma bura laga
Ya bina gayan cho*e show wo adhura laga
Tu hoga halal bina jawab sawal
Mahaul garam hai diya chulhe pe chhura laga

Pura laga zor laga suan teri gend pe
Ball leke goal par hun bina ki game plan ke
Blind khelu all in jau apne ke liye
Aati feel nahin mujhe ye kala chashma pehen ke

Matlabi saare aur badhti abaadi
Izzat teri khatam sharam hui aadhi
Baap tu banega par rap mein nahin
Wo bhi sirf isliye kyun ki teri ho gayi hai shadi

Handwriting sudharni hai mein to likhunga
Tv band kar de to bhi dikhunga
Jahaan maari chot wahi jaake tattoo kara le
Main wo nishan hu jo zindagi bhar nahin mitunga

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *