aisa koi zindagi mein aaye
jo zindagi ko zindagi banaye
(aisa koi zindaig mein aaye
jo zindagi ko zindagi banaye) – 2
thodi khushiyan ho thode aansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
(aisa koi zindagi mein aaye
jo zindagi ko zindagi banaye) – 2
thodi khushiyan ho thode aansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
aisa koi zindagi mein aaye
jo zindagi ko zindagi banaye
aisa koi zindagi mein aaye
jo zindaig ko zindagi banaye
dil-o-jaan se jo mujhpe mare
sirf mujhse mohabbat kare
mere khwaabon mein khoya rahe
mere khaandon pe soya rahe
mere liye duniya bhulaaye
mere dard-o-ghum bhi uthaaye
aisa koi zindagi mein aaye
jo zindagi koi zindagi banaye
lamha lamha umar baant le
meri tanhaiyan kaat le
har ghai bas mera naam le
ladkhadaon jo main thaam le
mere saare sapne sajaye
meri palkon mein ghar banaye
aisa koi zindagi mein aaye
jo zindagi ko zindagi banaye
thodi khushiyan ho thode aansoon ho
aur zara zara pe muskuraye
(aisa koi zindagi mein aaye
jo zindagi koi zindagi banaye) – 2
thodi khushiyan ho thode aansoon ho
aur zara zara pe muskuraye