Hey hey hey, hey hey hey, hey hey hey
Aah aah haa
Aap ke aane se ghar mein kitni raunak hai
Aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe hum

Hum khush hue, hum khush hue, hum khush hue – 2
Kitni sooni sooni thi woh meri raatein
Kitne soone soone the din
Kaise main bataaoon kaise hai guzaare
Maine woh judaai ke din
Tere laut aane se ghar mein kitni raunak hai
Aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe hum
Hum khush hue, hum khush hue, hum khush hue – 2
Tune jo bulaaya, main to chali aayi
Khoyi zindagi mil gayi
Aisa lagta hai saathi tujhe paake
Mujhko har khushi mil gayi
Faasle mitaane se ghar mein kitni raunak hai
Aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe hum
Hum khush hue, hum khush hue, hum khush hue – 2
Aah aah, aah aah aah, aah aah, aah aah aah
Aankhon mein khushi ke aansoon bhar aaye
Roke na ruke beh gaye
Bolo main kya boloon kehna jo mujhe tha
Aansoon mere woh keh gaye
Dekho muskuraane se ghar mein kitni raunak hai
Aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe hum
Aap ke aane se ghar mein kitni raunak hai
Aap ko dekhe kabhi apne ghar ko dekhe hum
Hum khush hue, hum khush hue, hum khush hue – 4
(Aah, aah aah…)