Tujhe apna banaana tha, mulaaqaat ek bahaana tha – 2
Mujhe to dil churaana tha, mulaaqaat ek bahaana tha
(Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hoon main) – 2
Tujhe apna banaana tha, mulaaqaat ek bahaana tha
Main na kayi raaton se soyi hoon
Tere hi khayaalon mein khoyi hoon
Maine ise chhooke bhi dekha hai
Tera yeh badan hai ke sheesha hai
Sanam jaadu chalaana tha, o mulaaqaat ek bahaana tha
Mujhe to dil churaana tha, o mulaaqaat ek bahaana tha
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hoon main
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hai tu
Teri gori baahon mein jeena hai
Mujhe teri aankhon se peena hai
Yeh jo mere honton ki laali hai
Tere liye maine sambhaali hai
Mmm, tujhe paagal banaana tha
O mulaaqaat ek bahaana tha, haan
Mujhe to dil churaana tha, mulaaqaat ek bahaana tha
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hai tu
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hoon main
Tujhe apna banaana tha, ho mulaaqaat ek bahaana tha
Mujhe to dil churaana tha, ho mulaaqaat ek bahaana tha
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hai tu
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hoon main
Hey hey, qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hai tu
Qayaamat qayaamat qayaaamat qayaamat
Qayaamat qayaamat hoon main