[Lyrics for Neha Kakkar – Saawan Aa Gaya]
Kabhi hum tujhko nihaare
Kabhi tera naam pukaare
Karenge baithke baatein
Kabhi hum nadi kinare
Yeh mausam khubsurat
Jo humko mila gaya
Tere aane ki khushi mein
Yeh saawan aa gaya
Ishq bharke boondon mein
Pyaar barsha gaya
Tere aane ki khushi mein
Yeh saawan aa gaya
Ishq bharke boondon mein
Pyaar barsha gaya
Tu jo aayi raat din ho gaya
Chand pata ni kahan kho gaya
Jugnu tere piche chalne lage
Aisa laga kuch gazab ho gaya
Chhat par yeh badal bulaaye mujhe
Pani ki boondein nachaye mujhe
Baarish main do hi hai cheez pasand
Ek tu hai aur garam chai mujhe
Tu mujhko nadi kinare
Jo milne aa gaya
Tere aane ki khushi mein
Yeh saawan aa gaya
Ishq bharke boondon mein
Pyaar barsha gaya
Tere aane ki khushi mein
Yeh saawan aa gaya
Ishq bharke boondon mein
Pyaar barsha gaya
Phoolon se keh doon ke barkha kare
Jab bhi woh milne aayenge humein
Panchi bhi aake zameen pe mile
Taare bhi din mein yeh nikla kare
Ho ranjho ki ghar se nikalne ka mausam
Chup ke zamane se milne ka mausam
Barshe yeh badal bheegaye humein
Lo aaya baharon ke khilne ka mausam
Yeh kudrat pe tere aane
Ka nasha chha gaya
Tere aane ki khushi mein
Yeh saawan aa gaya
Ishq bharke boondon mein
Pyaar barsha gaya
Tere aane ki khushi mein
Yeh saawan aa gaya
Ishq bharke boondon mein
Pyaar barsha gaya