[Lyrics for Nikhil D’Souza – Mere Bina]
Mere Bina main rehne laga hoon
Teri hawaon mein behne laga hoon
Jaane main kaise tera hua hoon
Mujhe to lagta hai
Main shayad tere dil ki dua hoon, haan
Tujhko jo paaya, ahan, to jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye, tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya, ahan, to jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye, tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan
Pehle se zyada, main jee raha hu
Jabse main tere, dil se juda hoon
Rahon pe teri, main to chala hoon
Tu meri manzil hai
Tere kadmon pe bas rukne laga hoon haan
Tujhko jo paaya, ahan, to jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye, tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya, ahan, to jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye, tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan
Teri nazar mein nayi si adaa hai
Naya sa nasha bhi ghula hai
Kayi dinon se bandha tha baadal jo
Tere hi baalon mein khula hai
Teri hadon mein, meri basar hai
Ab tujhe bhi, ab tujhe bhi, jana kidhar hai
Jahan rahe tu, jahan rahe tu
Main wo jahan hoon, main wo jahan hoon
Jise jiye tu, jise jiye tu
Main wo sama hoon, sama hoon
Teri wajah se, wajah se
Naya-naya hoon, naya hoon
Pehle kaha na maine
Ab ye tumse kehne laga hoon
Tujhko jo paaya, ahan, to jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye, tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan
Tujhko jo paaya, ahan, to jeena aaya
Ab ye lamha theher jaye, tham jaye
Bas jaye hum dono ke darmiyaan