[Lyrics for Nishu – Sab Jaanta Hai]
Dil ke nahi raaz batane ka
Dosti mein dhokha nahi khane ka
Woh kitna bhi bane saga
Par sanp ko maam kabhi
Doodh nahi pilane ka
Apne hai kaun shane hai kaun
Main sab jaanta hai
(koyi khaas tera hater hai)
Apne hai kaun shane hai kaun
Main sab jaanta hai (bhuchal)
Mere hai kaun shane hai kaun
Main sab jaanta hai
Mere hai kaun shane hai kaun
Main sab janta hai
Ghante pe rakhta zamane ko
Koyi nahi aata mere ko khilane ko
Ghar pe hai char jan khane ko
Hunar kehte maatam mein
Hass ke dikhan ko
Apno ko jaanu aur jaanu main shaane ko
Ga*d mein lel tu feature aur gaano ko
Lalchi meri roti lele khaane ko
Utsaah ki prapti lalach ko jaane do
Maine gam dekha haar dekhi
Bachpan mein belto ki maar dekhi
Duniya deti gaali bas maa hi pyaar degi
Madad ke liye pukaar
Khushiyon ke liye guhaar dekhi
Rishton mein darar
Yaaron se yaar maar dekhi
Maine bechain apni saans
Marne ke liye aaj dekhi
Ek manzil dekhi phir talash dekhi
Sapno ke bina zinda lash dekhi
Maa ka dil nahi dukhane ka
Baap se aankh nahi milane ka
Tu samjhe na vibe ko teri
Aisi se kabhi bhi dil nahi lagane ka
Dil ke nahi raaz batane ka
Dosti mein dhokha nahi khane ka
Woh kitna bhi bane saga
Par sanp ko maam kabhi
Doodh nahi pilane ka
Apne hai kaun shane hai kaun
Main sab jaanta hai
(koyi khaas tera hater hai)
Apne hai kaun shane hai kaun
Main sab jaanta hai (bhuchal)
Mere hai kaun shane hai kaun
Main sab janta hai
Mere hai kaun shane hai kaun
Main sab jaanta hai
Hoon ik saalon se neend main soya ni
Bhai ko khoya par kabhi main roya ni
Maa baap ki aankh bhigoya ni
Jeevan dhaage mein kuch khasa piroya ni
Homies bhi jalte hai saga ni koyi
Par homies ko bura ni bolega koyi
’cause homies ke liye abhi bhi love
Pyar ko nafrat mein tole na koyi
Hip-hop bani life
Kapde diye khana diya
Fans ke roop mein khazana
Jeene ke liye zamaana diya
Parayo ne pyaar apnon ne taana diya
Mai hip-hop nahi kaiyon ne daava kiya
Maine har tareeke ka gana diya
Nas ke label ke saath gana kiya
Tell me kitne rapperon ne jo gaya jiya
Bata do kitne rapperon ne jo gaya jiya
Maa ka dil nahi dukhane ka
Baap se aankh nahi milane ka
Tu samjhe na vibe ko teri
Aisi se kabhi bhi dil nahi lagane ka
Dil ke nahi raaz batane ka
Dosti mein dhokha nahi khane ka
Woh kitna bhi bane saga
Par sanp ko maam kabhi
Doodh nahi pilane ka
Apne hai kaun shane hai kaun
Main sab janta hai
Koyi khaas tera hater hai
Apne hai kaun shane hai kaun
Main sab janta hai (bhuchal)
Mere hai kaun shane hai kaun
Main sab janta hai
Mere hai kaun shane hai kaun
Main sab janta hai