[Lyrics for One Original Never Ends – Kya Kehte Ho]
Tere saath nahi koi
Baby Im alone too
Teri aankhein mujh pe hain
My eyes on you
I dont wanna party
You dont wanna stay
Chaahti toh tu bhi hai
But you dont wanna say
Lagta hai moment hai bilkul sahi
Baahar khadi Maserati nayi
Teri saheli thi woh bhi gayi
Woh bhi gayi
Kya kehte ho.. kya kehte ho? (x4)
Waise baby mera koi type nahi but
Lagti tu mujhe mere type ki
Agli line tujhe dekh kar type ki
Already badi hype baby teri hype ki
Baby main bhi thoda swaggy swaggy swaggy
Balenciaga jacket baggy baggy baggy
Im a little bit braggy braggy braggy
Tu to minuteon ki game jaise maggi maggi maggi
Ghalat-fehmi na rkhna koi
Tera deewana main bilkul nahi
Tujhko bhi main chahiye hoon abhi
Haan haan abhi
Kya kehte ho.. kya kehte ho? (x4)
Na mujhe chahiye tera number na Insta
Na chahiye mujhe tera Snapchat
Na mujhe chahiye koi if, no, may be
No baby baby I dont have that
Na mujh mein hai itna sabar
Na banna chaahun main tera lover
Just wanna know,
If you wanna leave with me right now?
Right now
Kya kehte ho.. kya kehte ho? (x4)