Read Time:39 Second
[Lyrics for Pagglait – Thode Kam Ajnabi]
Thode se kam ajnabi
Thode se kam ajnabi
Khwahishein nayi
Hothon ke munderon pe
Chhipi hai dheron
Chhoti chhoti si khushi
Ho aa thode se kam ajnabi
Achhi si lage hai zindagi
Dil chiraiya ho ho chiraiya
Dil chiraiya nayi baatein bole hamka
Muskurayein hum kyun bewajah
Taaka jhaanki toka taaki
Karta jaaye dil zid pe ada
Maine naa ki isne haan ki
Dhoop chhanv bunte saath kabhi
Bhool bhulaiya mein mil jo jaate
Raste tere mere sabhi khwahishein nayi
Khawahishein nayi
Hothon ke munderon pe
Chhipi hai dheron
Chhoti chhoti si khushi
Ho aa thode se kam ajnabi
Achhi si lage hai zindagi
Hothon ke munderon pe
Chhipi hai dheron
Chhoti chhoti si khushi
Ho aa thode se kam ajnabi
Achhi si lage hai zindagi