Mitwa lai jaiyo, mitwa lai jaiyo, mitwa lai jaiyo
Mitwa lai jaiyo, pedon pe chadh gayi chhaaon
Mitwa aai jaiyo, mitwa aai jaiyo, pedon pe chadh gayi chhaaon
Chhadri chhaiyya roz bichhaike – 2
Baant takoon teri dhoop jalaaike
Mitwa aai jaiyo, mitwa aai jaiyo, pedon pe chadh gayi chhaaon
Mitwa aai jaiyo, mitwa aai jaiyo
(Ambuwa ki daali jhoola daaroon
Tum jo milo to saawan waaroon) – 2
Saawan waaroon mitwa
Papiha pukaare peehu tere gaaon – 2
Pedon pe chadh gayi chhaaon
Mitwa lai jaiyo, mitwa lai jaiyo, pedon pe chadh gayi chhaaon
Mitwa lai jaiyo, mitwa lai jaiyo
(Bheeni bheeni badri utre
Ghoonghat daare ghar se guzare) – 2
Ghoonghat daaro mitwa
Bheegan daake barkha ke paaon – 2
Pedon pe chadh gayi chhaaon
Mitwa aai jaiyo, mitwa aai jaiyo, pedon pe chadh gayi chhaaon
Chhadri chhaiyya roz bichhaike – 2
Baant takoon teri dhoop jalaaike
Mitwa aai jaiyo, mitwa aai jaiyo, pedon pe chadh gayi chhaaon
Mitwa lai jaiyo, mitwa lai jaiyo, mitwa lai jaiyo, oh