[Lyrics for Payal Dev – Bepanah Ishq]
Khwaab mumkeen hua raat se din hua
Sirf tum aur hum hai ab yahan
Maine aasman pe likh diya
Tu hai meri main hun bas tera
Reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah
Maine aasman pe likh diya
Main teri hun tu hai bas mera
Ho reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah
Manzilein na jaane kitne
Raaston ke baad aayi hai
Bekhatam mulaaqatein sau
Faaslon ke baad aayi hai
Yeh hawayein jaane kitne
Mausamon ke baad aayi hai
Rahatein humare dil ko
Sau ghamon ke baad aayi hai
Zindagi ke liye maangte the tujhe
Tu meri zindagi bann gaya
Maine aasman pe likh diya
Main teri hun tu hai bas mera
Ho reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah
Maine aasman pe likh diya
Tu hai meri main hun bas tera
Reet se samandar ki tarah
Ab yeh ishq hoga bepanah