Read Time:38 Second
ek tha khiladi
thoda anadi
ek thi haseena uski deewani
yeh hai unki kahani
(dhuaan dhuaan parda nasheen
dekhoge tum chehra haseen) – 2
sharm-o-haya ka parda
girta hai to, gir jaane do
jhoom baahon mein aa jhoom
bheege lab ko choom
kuch hone waala hai
shaam, yeh mehki mehki shaam
karde mere naam
kuch hone waala hai
(sehmi sehmi saansein meri
bikhri bikhri zulfein ghiri) – 2
behke agar mere kadam
sharm-o-haya mit jaane do
jhoom baahon mein aa jhoom
bheege lab ko choom
kuch hone waala hai
shaam yeh mehki mehki shaam
karde mere naam
kuch hone waala hai
jhoom baahon mein aa jhoom
bheege lab ko choom
kuch hone waala hai
shaam yeh mehki mehki shaam
karde mere naam
kuch hone waala hai