[Lyrics for Qaran – Ooo Ooo]
Ooo ooo
Aainey ke jaisi tu
Toh kyun toh kyun
Kahin aur main dekhoon
Dekhun dekhun main bas hi
Tujhe hi dekhun
Kya tha main bhi pehle
Ab kya ho gaya hun
Gali se gali main dekhun
Tujhe dhoondta hi raha
Har jagaah dikhti hai bas tu, bas tu
Kahin na kahin mil jaa tu
Mere paas aaja zara
Door tu mujhse rehti kyun, hai kyun
Ooo ooo
Aainey ke jaisi tu
Toh kyun toh kyun
Kahin aur main dekhoon
Dekhun dekhun main bas hi
Tujhe hi dekhun
Kya tha main bhi pehle
Ab kya ho gaya hun
Peeche peeche tere sab hi hai
Figure teri yeh bomb lagdi yun
Kudiyan bhi saari jalti hai
Fikar kabhi na karti hai tu
Mujhmein jo baat khaas hai
Tujhmein woh raaz raaz hai
Jiski talaash aaj yaar karne de tu
Ooo ooo
Aainey ke jaisi tu
Toh kyun toh kyun
Kahin aur main dekhoon
Dekhun dekhun main bas hi
Tujhe hi dekhun
Kya tha main bhi pehle
Ab kya ho gaya hun