Skip to content
Home » Explore Song Lyrics » R. D. Burman, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Yaadon Ki Baaraat – O Meri Soni Lyrics

R. D. Burman, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Yaadon Ki Baaraat – O Meri Soni Lyrics

  • by
Read Time:58 Second

O meri soni, meri tamanna
Jhoot nahin hai mera pyaar
Deewaane se ho gayi galti, jaane do yaar
I love you, I love you
Meri soni, meri tamanna
Jhoot nahin hai mera pyaar
Deewaane se ho gayi galti, jaane do yaar
I love you, I love you
Aake meri aankhon mein tum dekho
In mein har ek ada tumhaari hai
Kehne ko yeh dil hai mera lekin
Dhadkan mein sada tumhaari hai
Tumse hai chain mera tumse hai mera qaraar

La la la la I love you, I love you
Mere sona, meri tamanna
Jhoot nahin hai mera pyaar
Deewaani se ho gayi galti, jaane do yaar
I love you, I love you
Tadapke yun bahut na tadpaao
Achha baba chalo hum hi haare
Tumne agar dil se mujhe chaaha
Tum bhi to ho sanam mujhe pyaare
Mere kareeb aao zara sun bhi lo dil ki pukaar

La la la la I love you, I love you
Meri soni, meri tamanna
Jhoot nahin hai mera pyaar
Deewaane se ho gayi galti, jaane do yaar

La la la la I love you

I love you

La la la la

I love you, I love you